
Jab Andar Koi Dushman Na Ho To Bahar Kay Dushman Aap Ko Nuqsaan Nahin Pohoncha Saktay.
(Marcus Aurelius)
جب اندر کوئی دشمن نہ ہو تو
باہر کے دشمن آپ کو نقصان نہیں پہنچا سکتے۔
Here we offer the beautiful design images collection of best Urdu Poetry images SMS And Urdu Quotes which can fit in every aspect of life.
Filed Under: Urdu Quotes
Jab Andar Koi Dushman Na Ho To Bahar Kay Dushman Aap Ko Nuqsaan Nahin Pohoncha Saktay.
(Marcus Aurelius)
جب اندر کوئی دشمن نہ ہو تو
باہر کے دشمن آپ کو نقصان نہیں پہنچا سکتے۔
Filed Under: Urdu Quotes
Koshish Aakhri Saans Tak Karni Chaheay Manzil Milay Ya Tajurba Donon Cheezain Naayab Hain.
(Walt Disney)
کوشش آخری سانس تک کرنی چاہیے
منزل ملے یا تجربہ دونوں چیزیں نایاب ہیں۔
Filed Under: Urdu Quotes
Aqal Mand Pehlay Dil Se Poochta Hai Phr Moo Se Bolta Hai.
عقلمند پہلے دل سے پوچھتا ہے
پھر منہ سے بولتا ہے۔
Filed Under: Urdu Quotes
Khud Kashi Karnay Waalay Ka Bhe Koi Na Koi Qatil Zaror Hota Hai.
(Stephen Hawking)
خودکشی کرنے والے کا بھی
کوئی نہ کوئی قاتل ضرور ہوتا ہے
Filed Under: Urdu Quotes
Har Shakhs Chahta Hai Kay Uski Umar Lambi Ho Magar Koi Burha Hona Bhe Nahin Chahta.
(Wise Man Quotes)
ہر شخص چاہتا ہے کہ اسکی عمر لمبی ہو
مگر کوئی بوڑھا ہونا بھی نہیں چاہتا۔
Filed Under: Urdu Quotes
Har Kisi Par Aaitbaar Karna KhatarNaak Hota Hai Laykin Kisi Par Bhe Aaitbaar Na Karna Sab Se Zayada KhatarNaak Hota Hai.
(Abraham Lincoln)
ہر کسی پر اعتبار کرنا خطر ناک ہوتا ہے
لیکن کسی پر بھی اعتبار نہ کرنا سب سے زیادہ خطر ناک ہوتا ہے
Filed Under: Urdu Quotes
Bhook! Aap Ko is ki Qeemat Tab Maloom Hogi Jab Aap Ko Aik Din Khaana Nahin Milay Ga. (George Bernard Shaw)
بھوک! آپ کو اس کی قیمت تب معلوم ہو گی
جب آپ کو ایک دن کھانا نہیں ملے گا
Filed Under: Urdu Quotes
Har Aadmi Duniya Ko Tabdeel Karnay Ka Sochta Hai Laykin Koi Apnay Aap Ko Tabdeel Karnay Ka Nahin Sochta. (Leo Tolstoy Russian Writer)
ہر آدمی دنیا کو تبدیل کرنے کا سوچتا ہے
لیکن کوئی اپنے آپ کو تبدیل کرنے کا نہیں سوچتا
Filed Under: Urdu Quotes
Main Un Logon Se Muhabbat Karta Hon Jo Musibat Main Muskuratay Hain.
(Leonardo Da Vinci Scientist)
میں ان لوگوں سے محبت کرتا ہوں
جو مصیبت میں مسکراتے ہیں۔
Filed Under: Urdu Quotes
Khamoshi Aqal Mand Ka Jawab Hota Hai.
(Plutarch)
خاموشی عقلمند کا
جواب ہوتا ہے