Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi: Insightful Pearls of Wisdom
Aflatoon, or Plato as he is known in the western world, was a philosopher of ancient Greece who is widely regarded as one of the most influential thinkers in the history of philosophy. His ideas and teachings have had a profound impact on the development of Western philosophy, and his legacy continues to inspire people all over the world. In this blog post, we will explore some of the most insightful Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi and gain new perspectives on life.
If you are a fan of Aflatoon’s work and are looking for some insightful quotes that will help you gain a deeper understanding of his philosophy, then you have come to the right place. In this article, we will share some of the most famous Plato Quotes in Urdu/Hindi, along with their English translations. So, let’s get started!
Aflatoon Quotes
Imandari, Bay imani kay Muqablay Main Kam Munafa Baksh Hai Laykin is ka Faida Aanay Waali Naslon Tak Milta Hai.
ایمانداری، بے ایمانی کے مقابلے میں
کم منافع بخش ہے لیکن
اس کا فائدہ آنے والی نسلوں تک ملتا ہے۔
3 Chezain Barhain : Aqal, Himmat Aur Muhabbat
3 Cheezain Parda Chahti Hain : Khaana, Aurat, Aur Dolat
3 Cheezain Choti Na Samjhain : Qarz, Marz, Aur Farz.
تین چیزیں بڑھا ئیں : عقل ، ہمت اور محبت
یہ چیزیں پردہ چاہتی ہیں : کھانا عورت اور دولت
اور یہ چیزیں چھوٹی نہ سمجھیں : قرض مرض اور فرض
Jab insaan Ki Sahi Tarikay Se Parvarish Nahin Ki Jaati To Wo Duniya Kay Liay Aik Vehshi Janwar Hai.
جب انسان کی صحیح طریقے سے
پرورش نہیں کی جاتی
تو وہ دنیا کے لیے ایک وحشی جانور ہے۔
Kabhe Bhe Kisi Ko Mayoos Mat Karain Jo Musalsal Kaam Kar Raha Ho. Chahay Wo Kitna He Sust Kyoun Na Ho, Chahay Wo Aap Khud He Kyoun Na Hon.
کبھی بھی کسی کو مایوس مت کریں
جو سلسل کام کر رہا ہو ، چاہے
وہ کتناہی ست کیوں نہ ہو
چاہے وہ آپ خود ہی کیوں نہ ہوں۔
Pehli Aur Behtreen Fatah Khud Ko Fatah Karna Hai, Zindagi Main Kabhe Kisi Mayoosi Ka Saamna Nahin Karogay.
پہلی اور بہترین فتح خود کو فتح کرنا ہے
زندگی میں کبھی کسی مایوسی کا سامنا نہیں کرو گے۔
Jo Sirf Seekhta Hai Aur Amal Nahin Karta Wo Us insaan Ki Tarah Hai Jo Hal Chalata Hai Aur Pooda Nahin Lagata.
جو صرف سیکھتا ہے اور عمل نہیں کرتا
وہ اس انسان کی طرح ہے
جو ہل چلاتا ہے اور پودا نہیں لگاتا۔
Jhootay Alfaaz Na Sirf Buray Hain Balkay Ye Rooh Ko Khatarnaak Had Tak Mutasir Kartay Hain.
جھوٹے الفاظ نہ صرف برے ہیں
بلکہ یہ روح کو خطرناک حد
تک متاثر کرتے ہیں۔
MeherBaan Banain, Har Wo Shakhs Jis Se Tum Miltay Ho Wo Aik Mushkil Jung Lar Raha Hai.
مہربان بنیں، ہر وہ شخص جس سے تم ملتے ہو
ایک مشکل جنگ لڑ رہا ہے۔
Buray Dost Se Acha Dushman Behtar Hai.
برے دوست سے
اچھا دشمن بہتر ہے۔
Agar Kisi Ne Galti Ki Hai Aur Usay Durast Karnay Main Nakam Raha Hai To Us Ne Us Se Bhe Bari Galti Ki.
اگر کسی نے غلطی کی ہے اور اسے درست کرنے میں ناکام رہا ہے
تو اس نے اس سے بھی بڑی غلطی کی۔
Jald Baazi Ki Saza Bughatnay Se Behtar Hai Kay Araam Se Har Kaam Karain.
جلد بازی کی سزا بھگتنے
سے بہتر ہے کہ آرام سے ہر کام کریں۔
Yahan Par Sach Boolnay Se Zayada Nafrat Ki Jaati Hai.
یہاں پر سچ بولنے سے
زیادہ نفرت کی جاتی ہے۔
Plato Quotes in Urdu/Hindi: Exploring the Wisdom of Plato in Urdu/Hindi Language
Koi Bhe Aadmi Asaani Se Doosray Ko Nuqsaan Pohoncha Sakta Hai Laykin Har Aadmi Doosray Ka Bhala Nahin Kar Sakta.
کوئی بھی آدمی آسانی سے دوسرے کو نقصان پہنچا سکتا ہے
لیکن ہر آدمی دوسرے کا بھلا نہیں کرسکتا۔
3 Cheezain insaan Ko Tabah Karti Hain : Hirs, Hasad Aur Gam
3 Cheezain insaan Ko Zindagi Main Aik Baar Milti Hain : Waaldain, Husn Aur Jawani.
تین چیزیں انسان کو تباہ کرتی ہیں : حرص، حسد اور غم
تین چیزیں انسان کو زندگی میں ایک بار ملتی ہیں : والدین، حسن اور جوانی
Apnay Khayalaat Ko Sanbhalo Aap Un Kay Saath Jo Chahain Kar Saktay Hain.
اپنے خیالات کو سنبھالو آپ ان کے ساتھ
جو چاہیں کر سکتے ہیں۔
Khushi Naiki Karnay Aur Doosray Ki Madad Karnay Se Paida Hoti Hai.
خوشی نیکی کرنے اور دوسروں کی
مدد کرنے سے پیدا ہوتی ہے۔
Main Jismaani Aur Zehni Sehat Kay Liay Roza Rakhta Hon.
میں جسمانی اور ذہنی صحت
کے لیے روزہ رکھتا ہوں۔
Sirf Marnay Waalon Ne Jung Ka Khaatma Daikha Hai.
صرف مرنے والوں نے
جنگ کا خاتمہ دیکھا ہے۔
Waaldain Se Jhagra Na Karo Khawah Tum Haq Par Kyoun Na Ho.
والدین سے جھگڑا نہ کرو
خواہ تم حق پر کیوں نہ ہو۔
Gurbat Dolat Kay Kam Honay Se Nahin Balkay KhawaHishaat Kay Barhnay Se Aati Hai.
غربت دولت کے کم ہونے سے نہیں
بلکہ خواہشات کے بڑھنے سے آتی ہے۔
Har Aadmi Ki Teen KhawaHishaat Hain Sehat Mand Hona, Emaan Darana Tarikay Se Ameer Hona Aur Khoob Surat Hona.
ہر آدمی کی تین خواہشات ہیں صحت مند ہونا، ایماندارانہ طریقے
سے امیر ہونا اور خوبصورت ہونا۔
Chootay Kaam Ko Achi Tarah Se Mukammal Karna Behtar Hai, Bajaey Aik Baray Na Mukammal Kaam Karnay Se.
چھوٹے کام کو اچھی طرح سے مکمل کرنا بہتر ہے
بجائے ایک بڑے نامکمل کام کرنے سے۔
Muhabbat Aik Shadeed Zehni Bimaari Hai.
محبت ایک
شدید ذہنی بیماری ہے۔
Like the cycle of birth and death, success and failure is a continuous process in life. Plato reminds us to be humble in our victory and recognize the effort it took to attain success. The quote encourages us to be alert and stay grounded to preserve our success.
In conclusion, Plato’s teachings remain as insightful and relevant today as they were centuries ago. His words are pearls of wisdom that help us embrace life and its challenges with a determined mindset. We hope you enjoyed these Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi and that they will inspire you to delve into Plato’s philosophy for more enlightenment.
This quotes is a reminder of the fundamental human desire for freedom and justice, and the need to fight against oppression and injustice.
These are all great quotes. Finaaly you have upload post after 2 years
Mean You are old user of poetrytop 😀 Sorry For Late Post i’m busy in life isshus So Finally Am Feel Good So Now New Posting Start And Thanks Keep Supporting ❤️❤️
first i have seen your website in 2020 and you try to remeber i have asked you on pinterest about creating website