Hazrat Usman Ghani Quotes in Urdu/Hindi With images And Text SMS
Hazrat Usman Ghani (R.A), also known as Usman ibn Affan, was the third caliph of Islam. He was a prominent figure in Islamic history and is known for his piety, generosity, and wisdom. His life and teachings are still relevant today and continue to inspire generations of Muslims. Here are some famous Hazrat Usman Ghani Quotes in Urdu/Hindi.
Hazrat Usman Ghani (R.A) was born in Mecca in 573 CE. He belonged to the Umayyad clan of the Quraysh tribe, which was a prominent tribe in Mecca & He was a successful businessman and was known for his honesty and integrity. And He was also one of the early converts to Islam and was a close companion of the Prophet Muhammad (PBUH).
After the death of the second caliph, Hazrat Umar (R.A), Hazrat Usman Ghani R.A was elected as the third caliph of Islam. During his caliphate, Islam spread rapidly, and many new territories were conquered.
He was known for his administrative skills and was a just ruler. He also made significant contributions to the development of Islamic law and jurisprudence.
Hazrat Usman R.A Quotes in Urdu/Hindi With images And Text
Aqal Mand Hai Wo Shakhs Jo Waqt Ko Daikh Kar Kaam Karta Hai.
عقلمند ہے وہ شخص
جو وقت کو دیکھ کر کام کرتا ہے۔
Agar Too Gunnah Par Aamada Hai To Koi Aaisi Jaga Talash Kar Jahan Khuda Na Ho.
اگر تو گناہ پر آمادہ ہے
تو کوئی ایسی جگہ تلاش کر جہاں خدا نہ ہو۔
Wo Aalim Jis Se ilm Ka Nafa Na Ho, Wo Maal Jo Rah’e Khuda Main Sarf Na Ho, Wo Talvaar Jis Se Jung Na Ho, Wo Masjid Jis Main Namazi Na Ho Ye Sab Zaey Hain.
،وہ عالم جس سے علم کا نفع نہ ہو
،وہ مال جو راہ خدا میں صرف نہ ہو
،وہ تلوار جس سے جنگ نہ ہو
وہ مسجد جس میں نمازی نہ ہو یہ سب ضائع ہیں۔
Mujhay Duniya Main Teen Kaam Bht Piyaray Lagtay Hain
Pehla : Bhookon Ko Khaana Khilana,
Doosra : Quran Pak Ka Parhna Aur Parhana,
Teesra : Mohtaaj Aur Mustahiq Logon Ki imdaad Karna.
مجھے دنیا میں تین کام بہت پیارے لگتے ہیں
پہلا: بھوکوں کو کھانا کھلانا
دوسرا: قرآن پاک کا پڑھنا پڑھانا
تیسرا: محتاج اور مستحق لوگوں کی امداد کرنا۔
Logon Ko Jis Tarah Chahay Azmaa Daikh, Saanp Bichoon Se Kam Na Paey Ga.
لوگوں کو جس طرح چاہے آزمادیکھ
سانپ بچھوؤں سے کم نہ پائے گا۔
Wo Shakhs Bohot Gunnah Gaar Hai Jis Ko Logon Ki Burai Kay Liay Waqt Milay.
وہ شخص بہت گنہگار ہے
جس کو لوگوں کی برائی کے لیے وقت ملے۔
Zindagi Ka Aik Maqsad Bana Lo Phr Saari Taqat Us Kay Hasool Par Laga Do Tum Yaqinan Kaamyaab Hogay.
زندگی کا ایک مقصد بنالو پھر ساری طاقت
اس کے حصول پر لگا دو تم یَقِیناً کامیاب ہو گے۔
Mamooli Se Mamooli Paisha Haath Phelanay Se Behtar Hai.
معمولی سے معمولی پیشہ
ہاتھ پھیلانے سے بہتر ہے۔
Quotes Of Hazrat Usman Ghani In Urdu/Hindi With images And SMS
Zuban Ki Lagzish Qadam Ki Lagzish Se Zayada KhatarNaak Hai.
زبان کی لغزش قدم کی
لغزش سے زیادہ خطر ناک ہے۔
Kanjoos Ka Maal Us Kay Zameen Main Jaanay Kay Baad Bahir Aata Hai.
کنجوس کا مال اس کے
زمین میں جانے کے بعد باہر آتا ہے۔
Allah Ta’ala Ko Har Waqt Apnay Saath Samajhna Afzal Tareen Emaan Hai.
اللہ تعالی کو ہر وقت اپنے ساتھ سمجھنا
افضل ترین ایمان ہے۔
Tajub Hai Us Par Jo Hisaab Kitaab Par Yaqeen Rakhta Hai, Magar phr Bhe Maal Jama Karta Hai, Aur Tajub Hai Us Par Bhe Jo Duniya Ko Faani Jan’nay Kay Ba Wajood Us Se Muhabbat Karta Hai.
تعجب ہے اس پر جو حساب کتاب پر یقین رکھتا ہے
مگر پھر بھی مال جمع کرتا ہے
اور تعجب ہے اس پر بھی جو دنیا کو فانی
جاننے کے باوجود اس سے محبت کرتا ہے۔
Jis Ne insaanon Ka Haq Nahin Pehchana, Us Ne Khuda Ka Haq Nahin Pehchana.
جس نے انسانوں کا حق نہیں پہچانا
اس نے خدا کا حق نہیں پہچانا۔
Hazrat Usman Ghani R.A Farmatay Hain Kay Aqal Mand Kehta Hai Kay Main Kuch Nahin Jaanta Magar Bay Waqoof Kehta Hai Kay Main Sab Kuch Jaanta Hon.
حضرت عثمان غنی ؓ فرماتے ہیں کہ عقلمند کہتا ہے کہ میں کچھ نہیں جانتا
مگر بے وقوف کہتا ہے کہ میں سب کچھ جانتا ہوں۔
Hazrat Usman Ghani (R.A) was also known for his piety and devotion to Allah. He was a man of great humility and used to perform voluntary prayers at night. He was also very charitable and used to help the poor and needy.
Hazrat Usman Ghani’s R.A life and teachings continue to inspire Muslims around the world. His emphasis on justice, piety, and humility is still relevant today and serves as a source of guidance for Muslims. His famous quote, “The purpose of life is to fulfill Allah’s will,” reminds us of the ultimate goal of our existence and encourages us to lead a life of purpose and meaning.
In conclusion, Hazrat Usman R.A was a remarkable figure in Islamic history. Hazrat Usman Ghani’s quotes in Urdu/Hindi are a source of inspiration and guidance for Muslims around the world, and his legacy serves as a source of guidance and inspiration for generations to come.