• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer
  • Home

PoetryTop.com

Here we offer the beautiful design images collection of best Urdu Poetry images SMS And Urdu Quotes which can fit in every aspect of life.

  • Urdu Poetry
  • Urdu Quotes
  • Islamic Poetry
  • Love Poetry | Love Shayari
  • Sad Poetry
  • 2 Line Poetry
  • 4 Line Poetry
  • All Categories
    • Romantic Poetry
    • Love Quotes Urdu
    • Sad Quotes Urdu
    • Life Quotes Urdu
    • Islamic Quotes Urdu
    • Hazrat Ali Quotes
    • Motivational Quotes Urdu
    • Funny Quotes Urdu

Manfi Khayalaat Ko Apnay

Filed Under: Urdu Quotes

Bruce Lee Quotes in Urdu 3
Bruce Lee Quotes in Urdu 3

Manfi Khayalaat ko Apnay Dimag Main Dakhil Honay Ki ijazat Na Dain Kyoun Kay Ye Aik Aaisi GarBar Hai Jo Khud Aitmaadi Ko Kam Karti Hai!

منفی خیالات کو اپنے دماغ میں داخل ہونے کی اجازت نہ دیں۔

کیونکہ یہ ایک ایسی گڑ بڑ ہے، جو خود اعتمادی کو کم کرتی ہے

Yaad Rakhiay Koi Bhe

Filed Under: Urdu Quotes

Bruce Lee Quotes in Urdu 2
Bruce Lee Quotes in Urdu 2

Yaad Rakhiay! Koi Bhe Shakhs Tab Tak Nahin Haarta Jab Tak Wo Himmat Nahin Haarta!

یا در رکھیے! کوئی بھی شخص تب تک نہیں ہارتا۔
جب تک وہ ہمت نہیں ہارتا

Sab Se Khatar Naak

Filed Under: Urdu Quotes

Bruce Lee Quote in urdu 1
Bruce Lee Quotes in urdu 1

Sab Se KhatarNaak Aadmi Wo Hai Jo Zayada Sochta Hai, Zayada Sunta Hai, Aur Zayada Mushahida Karta Hai.

سب سے خطرناک آدمی وہ ہے
جو زیادہ سوچتا ہے زیادہ سنتا ہے
اور زیادہ مشاہدہ کرتا ہے

Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi Text SMS & images

Filed Under: Aflatoon Quotes Urdu

Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi: Insightful Pearls of Wisdom

Aflatoon, or Plato as he is known in the western world, was a philosopher of ancient Greece who is widely regarded as one of the most influential thinkers in the history of philosophy. His ideas and teachings have had a profound impact on the development of Western philosophy, and his legacy continues to inspire people all over the world. In this blog post, we will explore some of the most insightful Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi and gain new perspectives on life.

If you are a fan of Aflatoon’s work and are looking for some insightful quotes that will help you gain a deeper understanding of his philosophy, then you have come to the right place. In this article, we will share some of the most famous Plato Quotes in Urdu/Hindi, along with their English translations. So, let’s get started!

Aflatoon Quotes

Aflatoon Quote on Honesty in urdu
Aflatoon Quote on Honesty in urdu

Imandari, Bay imani kay Muqablay Main Kam Munafa Baksh Hai Laykin is ka Faida Aanay Waali Naslon Tak Milta Hai.

ایمانداری، بے ایمانی کے مقابلے میں

کم منافع بخش ہے لیکن

اس کا فائدہ آنے والی نسلوں تک ملتا ہے۔

Aflatoon Quotes in Urdu (2)
Aflatoon Quotes in Urdu (2)

3 Chezain Barhain : Aqal, Himmat Aur Muhabbat
3 Cheezain Parda Chahti Hain : Khaana, Aurat, Aur Dolat
3 Cheezain Choti Na Samjhain : Qarz, Marz, Aur Farz.

تین چیزیں بڑھا ئیں : عقل ، ہمت اور محبت

یہ چیزیں پردہ چاہتی ہیں : کھانا عورت اور دولت

اور یہ چیزیں چھوٹی نہ سمجھیں : قرض مرض اور فرض

Aflatoon Quote on Life in urdu
Aflatoon Quote on Life in urdu

Jab insaan Ki Sahi Tarikay Se Parvarish Nahin Ki Jaati To Wo Duniya Kay Liay Aik Vehshi Janwar Hai.

جب انسان کی صحیح طریقے سے

پرورش نہیں کی جاتی

تو وہ دنیا کے لیے ایک وحشی جانور ہے۔

Aflatoon Quotes in Urdu (4)
(4)

Kabhe Bhe Kisi Ko Mayoos Mat Karain Jo Musalsal Kaam Kar Raha Ho. Chahay Wo Kitna He Sust Kyoun Na Ho, Chahay Wo Aap Khud He Kyoun Na Hon.

کبھی بھی کسی کو مایوس مت کریں
جو سلسل کام کر رہا ہو ، چاہے
وہ کتناہی ست کیوں نہ ہو
چاہے وہ آپ خود ہی کیوں نہ ہوں۔

Aflatoon Quotes in Urdu (5)
(5)

Pehli Aur Behtreen Fatah Khud Ko Fatah Karna Hai, Zindagi Main Kabhe Kisi Mayoosi Ka Saamna Nahin Karogay.

پہلی اور بہترین فتح خود کو فتح کرنا ہے

زندگی میں کبھی کسی مایوسی کا سامنا نہیں کرو گے۔

Aflatoon Quotes in Urdu (6)
(6)

Jo Sirf Seekhta Hai Aur Amal Nahin Karta Wo Us insaan Ki Tarah Hai Jo Hal Chalata Hai Aur Pooda Nahin Lagata.

جو صرف سیکھتا ہے اور عمل نہیں کرتا
وہ اس انسان کی طرح ہے
جو ہل چلاتا ہے اور پودا نہیں لگاتا۔

Aflatoon Quotes in Urdu (7)
(7)

Jhootay Alfaaz Na Sirf Buray Hain Balkay Ye Rooh Ko Khatarnaak Had Tak Mutasir Kartay Hain.

جھوٹے الفاظ نہ صرف برے ہیں

بلکہ یہ روح کو خطرناک حد

تک متاثر کرتے ہیں۔

Aflatoon Quotes in Urdu (8)
(8)

MeherBaan Banain, Har Wo Shakhs Jis Se Tum Miltay Ho Wo Aik Mushkil Jung Lar Raha Hai.

مہربان بنیں، ہر وہ شخص جس سے تم ملتے ہو

ایک مشکل جنگ لڑ رہا ہے۔

(9)

Buray Dost Se Acha Dushman Behtar Hai.

برے دوست سے
اچھا دشمن بہتر ہے۔

Aflatoon Quotes in Urdu (10)
Aflatoon Quotes in Urdu (10)

Agar Kisi Ne Galti Ki Hai Aur Usay Durast Karnay Main Nakam Raha Hai To Us Ne Us Se Bhe Bari Galti Ki.

اگر کسی نے غلطی کی ہے اور اسے درست کرنے میں ناکام رہا ہے

تو اس نے اس سے بھی بڑی غلطی کی۔

(11)

Jald Baazi Ki Saza Bughatnay Se Behtar Hai Kay Araam Se Har Kaam Karain.

جلد بازی کی سزا بھگتنے
سے بہتر ہے کہ آرام سے ہر کام کریں۔

(12)

Yahan Par Sach Boolnay Se Zayada Nafrat Ki Jaati Hai.

یہاں پر سچ بولنے سے

زیادہ نفرت کی جاتی ہے۔

Plato Quotes in Urdu/Hindi: Exploring the Wisdom of Plato in Urdu/Hindi Language

(13)

Koi Bhe Aadmi Asaani Se Doosray Ko Nuqsaan Pohoncha Sakta Hai Laykin Har Aadmi Doosray Ka Bhala Nahin Kar Sakta.

کوئی بھی آدمی آسانی سے دوسرے کو نقصان پہنچا سکتا ہے

لیکن ہر آدمی دوسرے کا بھلا نہیں کرسکتا۔

(14)

3 Cheezain insaan Ko Tabah Karti Hain : Hirs, Hasad Aur Gam
3 Cheezain insaan Ko Zindagi Main Aik Baar Milti Hain : Waaldain, Husn Aur Jawani.

تین چیزیں انسان کو تباہ کرتی ہیں : حرص، حسد اور غم

تین چیزیں انسان کو زندگی میں ایک بار ملتی ہیں : والدین، حسن اور جوانی

(15)

Apnay Khayalaat Ko Sanbhalo Aap Un Kay Saath Jo Chahain Kar Saktay Hain.

اپنے خیالات کو سنبھالو آپ ان کے ساتھ

جو چاہیں کر سکتے ہیں۔

Aflatoon Quotes in Urdu (16)
Aflatoon Quotes in Urdu (16)

Khushi Naiki Karnay Aur Doosray Ki Madad Karnay Se Paida Hoti Hai.

خوشی نیکی کرنے اور دوسروں کی

مدد کرنے سے پیدا ہوتی ہے۔

(17)

Main Jismaani Aur Zehni Sehat Kay Liay Roza Rakhta Hon.

میں جسمانی اور ذہنی صحت

کے لیے روزہ رکھتا ہوں۔

(18)

Sirf Marnay Waalon Ne Jung Ka Khaatma Daikha Hai.

صرف مرنے والوں نے

جنگ کا خاتمہ دیکھا ہے۔

(19)

Waaldain Se Jhagra Na Karo Khawah Tum Haq Par Kyoun Na Ho.

والدین سے جھگڑا نہ کرو

خواہ تم حق پر کیوں نہ ہو۔

(20)

Gurbat Dolat Kay Kam Honay Se Nahin Balkay KhawaHishaat Kay Barhnay Se Aati Hai.

غربت دولت کے کم ہونے سے نہیں

بلکہ خواہشات کے بڑھنے سے آتی ہے۔

(21)

Har Aadmi Ki Teen KhawaHishaat Hain Sehat Mand Hona, Emaan Darana Tarikay Se Ameer Hona Aur Khoob Surat Hona.

ہر آدمی کی تین خواہشات ہیں صحت مند ہونا، ایماندارانہ طریقے
سے امیر ہونا اور خوبصورت ہونا۔

(22)

Chootay Kaam Ko Achi Tarah Se Mukammal Karna Behtar Hai, Bajaey Aik Baray Na Mukammal Kaam Karnay Se.

چھوٹے کام کو اچھی طرح سے مکمل کرنا بہتر ہے

بجائے ایک بڑے نامکمل کام کرنے سے۔

Aflatoon Quotes in Urdu (23)
Aflatoon Quotes in Urdu (23)

Muhabbat Aik Shadeed Zehni Bimaari Hai.

محبت ایک

شدید ذہنی بیماری ہے۔

Like the cycle of birth and death, success and failure is a continuous process in life. Plato reminds us to be humble in our victory and recognize the effort it took to attain success. The quote encourages us to be alert and stay grounded to preserve our success.

In conclusion, Plato’s teachings remain as insightful and relevant today as they were centuries ago. His words are pearls of wisdom that help us embrace life and its challenges with a determined mindset. We hope you enjoyed these Aflatoon Quotes in Urdu/Hindi and that they will inspire you to delve into Plato’s philosophy for more enlightenment.

This quotes is a reminder of the fundamental human desire for freedom and justice, and the need to fight against oppression and injustice.

Read More:

  • 25 Best Hazrat Ali (R.A) Quotes
  • Islamic Quotes Urdu Wallpapers
  • Islamic images Quotes in urdu download
  • Hazrat Ali Quotes in Urdu

Masoom Nazar Bhola Mukhra

Filed Under: Love Poetry | Love Shayari

Masoom Nazar Bhola Mukhra Andaaz Shabab Aur Shokh Adaa

Tasveer Ka Jab Ye Aalam Hai

Wo Husn-e-Mujassam Kia Hoga..!

معصوم نظر بھولا مکھڑا انداز شباب اور شوخ ادا

تصویر کا جب یہ عالم ہے

وہ حسن مجسم کیا ہوگا

Zara Si Ranjish Pa Na Chorna

Filed Under: Love Poetry | Love Shayari

Zara Si Ranjish Pa Na Chorna Wafa Ka Daman

Kay Umar Beet Jaati Hai Dil Ka Rishta Bananay Main..!

ذرا سی رنجش پہ نہ چھوڑنا وفا کا دامن

کے عمر بیت جاتی ہے دل کا رشتہ بنانے میں

Tum Ho Paas To Aur Kia

Filed Under: Love Poetry | Love Shayari

Tum Ho Paas To Aur Kia Maangon Khuda Se

Meri Zindagi Ki Tamam Hasratain Ho Tum..!

تم ہو پاس تو اور کیا مانگوں خدا سے

میری زندگی کی تمام حسرتیں ہو تم

Tumhari Duniya Main

Filed Under: Love Poetry | Love Shayari

Tumhari Duniya Main Ham Jese Hazaron Hon Gay..!

Magar Hamari Duniya Main Tum Sa Koi Bhe Nahin Hai..!

تمہاری دنیامیں ہم جیسے ہزاروں ہونگے

مگر ہماری دنیا میں تم سا کوئی بھی نہیں ہے

Milay Jo Qurbat Teri

Filed Under: Love Poetry | Love Shayari

Milay Jo Qurbat Teri Paas Bitha Kar Daikhon Tujhay Jee Bhar Kay

To Sharmaey Mujhay Daikh Kar Aur Wahan Chand Tujhay Daikh Kar..!

ملے جو قربت تیری پاس بیٹھا کر دیکھوں تجھے جی بھر کے

تو شرمائے مجھے دیکھ کر اور وہاں چاند تجھے دیکھ کر

Us Kay Dar Pe Sakoon Milta Hai

Filed Under: Islamic Quotes Urdu

Us Kay Dar Pe Sakoon Milta Hai Us Ki ibadat Se Noor Milta Hai Jo Jhuk Gaya Allah Kay Sajday Main Usay Kuch Na Kuch Zaror Milta Hai..!

اس کے در پہ سکون ملتا ہے اس کی عبادت سے نور ملتا ہے جو جھک گیا الله کے سجدے میں اسے کچھ نہ کچھ ضرور ملتا ہے

  • « Go to Previous Page
  • Go to page 1
  • Interim pages omitted …
  • Go to page 3
  • Go to page 4
  • Go to page 5
  • Go to page 6
  • Go to page 7
  • Interim pages omitted …
  • Go to page 114
  • Go to Next Page »

Primary Sidebar

All Categories

  • 2 Line Poetry (123)
  • 4 Line Poetry (21)
  • Aflatoon Quotes Urdu (1)
  • Hazrat Ali Quotes (104)
  • Hazrat Umar Farooq Quotes (1)
  • Hazrat Usman Ghani Quotes (1)
  • Islamic Poetry (17)
  • Islamic Quotes Urdu (160)
  • Life Quotes Urdu (92)
  • Love Poetry | Love Shayari (282)
  • Love Quotes Urdu (52)
  • Motivational Quotes Urdu (22)
  • Romantic Poetry (102)
  • Sad Poetry (165)
  • Sad Quotes Urdu (51)
  • Urdu Poetry (111)
  • Urdu Quotes (159)

Follow Us

  • Facebook
  • Instagram
  • Pinterest
  • Twitter

Footer

Pages

  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use

All Categories

Search…

© Copyright 2018-2023, PoetryTop.Com All Rights Reserved. [Developed By Zarar]

pixel