• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer
  • Home

PoetryTop.com

Here we offer the beautiful design images collection of best Urdu Poetry images SMS And Urdu Quotes which can fit in every aspect of life.

  • Urdu Poetry
  • Urdu Quotes
  • Islamic Poetry
  • Love Poetry | Love Shayari
  • Sad Poetry
  • 2 Line Poetry
  • 4 Line Poetry
  • All Categories
    • Romantic Poetry
    • Love Quotes Urdu
    • Sad Quotes Urdu
    • Life Quotes Urdu
    • Islamic Quotes Urdu
    • Hazrat Ali Quotes
    • Motivational Quotes Urdu
    • Funny Quotes Urdu

Hazrat Ali Quotes - HAZRAT IMAM ALI (A.S.) Quotes in Urdu images & SMS

What is Hazrat Ali Quotes?

Throughout the company of Prophet Muhammad (P.B.U.H.), Imam Ali Ibn Abi Talib (R.A.) has provided the highest education. And you can imagine Hazrat Ali's character and the magnitude of it. Growing of Hazrat Ali's statements is exceptionally significant. Hazrat Ali Quotes motivates Muslims and not just the faithful of some generation.

The first of the Prophet's families (P.B.U.H.) to follow Islam was Hazrat Imam Ali of R.A. When he adopted Islam, he was just nine years old. It was a very young age. After migrating to Madinah, he was the cousin of Prophet P.B.U.H., who married Prophet Muhammad S.A.W.W.'s daughter.

There are several collections concerning Hazrat Ali's life events and quotes, particularly between the Shia Muslims.

Hazarat Ali is known as one of the most famous figures throughout the entire existence of the Muslim world, Maulood-e-Ka'aba, cousin and child in-law of Prophet Hazrat Muhammad Mustafa (S.A.W.W.), the most youthful supporter of Islam.

Since Allah had enlivened the Prophet (S.A.W.) with the study of the Quran and the Islamic standards, Muslims thought that the Prophet (S.A.W.) is the person who has the information on all sciences. They were concerned because there was no sufficient opportunity to gain from His (S.A.W.) information. Along these lines, He (S.A.W.) let them know:

"I am the City of knowledge, and Ali (R.A.) is its gate, and the one who wants to enter this City must pass through its gate.

You can find his quotes in every aspect of life like Hazrat Ali Quotes in Urdu text, Hazrat Ali quotes about relations in Urdu, imam Ali quotes on knowledge, or Hazrat Ali Quotes in Urdu on friendship, or Hazrat Ali quotes on education, etc. You can even translate Hazrat Ali quotes in roman English too.

The City of knowledge

He is famous for his knowledge so well that you will find his saying and quotes all over the internet .just not only that you can discover imam Ali A.S quotes in every aspect of life, whether it's business or marriage or any social issue you are facing today or have met.

Go through history, and you would discover him the best in intelligence, his quotes are momentous, his humility an embodiment, his adoration for humanity on the pinnacle and in particular, his affection and accommodation towards Prophet and God on the second to none level. All these talked about, and thousand shrouded attributes made the persona "A.L.I." in Arabic signifies "the high, raised, lifted one."

IMAM ALI QUOTES ON KNOWLEDGE

"Everything diminishes when it is used except knowledge."

"Knowledge is life and a cure."

"A little knowledge removes a lot of ignorance."

Ali Ibn Abi Talib (RA) Quotes about friendship

Hazrat Ali's friendship quotations are one of our most valuable gifts. Describes a relationship between two people that may not have the same blood, but a secure link between trust, encouragement, loyalty, and understanding.

Friendship is the limitless, mutual friendship between people, founded on confidence, empathy, sensing the same feelings, shared interests, and, above all, collective wisdom.

Hazrat Ali (R.A) Quotes about loneliness

"There is no loneliness more miserable than self-admiration."

"Choose loneliness over an ill friend."

Read more

Koi Kamzoor Shakhs Tumhari Baizti Karay

Filed Under: Hazrat Ali Quotes

Koi Kamzoor Shakhs Tumhari Baizti Karay To Usay Bakhsh Do Kay Bahadron Ka Kaam Maaf Kardaina Hai Aur Maaf Karnay Wala Allah Ko Bht Pasand Hai.

کوئی کمزور شخص تمہاری بے عزتی کرے تو اسے بخش دو کے بہادروں کا کام معاف کردینا ہے اور معاف کرنے والا الله کو بہت پسند ہے

Logon Kay Ikhlaq Kay Mutabik Un Se

Filed Under: Hazrat Ali Quotes

Hazrat Ali (R.A) Ne Famraya : Logon Kay Ikhlaq Kay Mutabik Un Se Mail Jol Rakho Aur Aamaal Main Un Se Alheda Raho..!

حضرت علیؓ نے فرمایا – لوگوں کے اخلاق کے مطابق ان سے میل جول رکھو اور اعمال میں ان سے علحیدہ رہو

Hazrat Ali Quotes in Urdu/Hindi Text SMS & images

Filed Under: Hazrat Ali Quotes

Hazrat Ali Quotes in Urdu/Hindi | imam Ali Quotes in Urdu/Hindi Text SMS images in beautiful design.

Hazrat Ali Quotes in Urdu
Hazrat Ali Quotes in Urdu (1)

Logon Kay Gulaam Mat Bano Jab

Allah Ne Tumhain Azaad Paida Kia Hai..!

Hazrat Ali (R.A)

لوگوں کے غلام مت بنو جب

الله نے تمہیں آزاد پیدا کیا ہے

حضرت علیؓ

Hazrat Ali Quotes in Urdu
Hazrat Ali Quotes in Urdu (2)

Jis Se Muhabbat Ki Jaey Us Se Muqabla Nahin Kia Jata

Kisi Ko Paa Laina Muhabbat Nahin Balkay Kisi Kay Dil Main Jaga Bana Laina Muhabbat Hai..!

جس سے محبّت کی جاۓ اس سے مقابلہ نہیں کیا جاتا

کسی کو پا لینا محبّت نہیں بلکہ کسی کے دل میں جگہ بنا لینا محبّت ہے

hazrat ali quotes in urdu text
hazrat ali quotes in urdu text (3)

Duniya Main Hazar Rishtay Banao Laykin Aik Rishta Aaisa Banao

Jab Hazaron Aapkay Khilaf Hon To Wo Aik Aapkay Saath Ho

Hazrat Ali (R.A)

دنیا میں ہزار رشتے بناؤ لیکن ایک رشتہ ایسا بناؤ

جب ہزاروں آپکے خلاف ہوں تو وہ ایک آپ کے ساتھ ہو

حضرت علیؓ

(4)

Insaniyat Bohot Bara Khazana Hai Usay Libas Main Nahin Insaan Main Talash Karo..!

(Farman Hazrat Imam Ali R.A)

انسانیت بہت بڑا خزانہ ہے اسے لباس میں نہیں انسان میں تلاش کرو

( فرمان حضرت امام حضرت علیؓ )

(5)

Tamam Tareefain Us Zaat Kay Liay Hain Kay Wo Jisay Tooray Usay Koi Jor Nahin Sakta

Aur Jisay Wo Jooray Usay Saaray Tornay Walay Mil Kar Tor Nahin Saktay..!

تمام تعریفیں اس ذات کے لیے ہیں کے وہ جسے توڑے اسے کوئی جوڑ نہیں سکتا

اور جسے وہ جوڑے اسے سارے توڑنے والے مل کر توڑ نہیں سکتے

hazrat ali quotes about relations in urdu
hazrat ali quotes about relations in urdu (6)

Jis Ne Kisi Ko Akailay Main Nasihat Ki Us Ne Usay Sanwaar Dia

Aur Jis Ne Kisi Ko Sab Kay Saamnay Nasihat Ki Us Ne Usay Mazeed Bigaar Dia..!

Hazrat Ali (R.A)

جس نے کسی کو اکیلے میں نصیحت کی اس نے اسے سنوار دیا

اور جس نے کسی کو سب کے سامنے نصیحت کی اس نے اسے مزید بگاڑ دیا

حضرت علیؓ

hazrat ali quotes in urdu dosti
hazrat ali quotes in urdu dosti (7)

Jisko Tum Se Muhabbat Hogi Wo Tum Ko

Fazool Aur Najaiz Kaamon Se Rokay Ga..!

Hazrat Ali (R.A)

جس کو تم سے محبّت ہوگی وہ تم کو

فضول اور ناجائز کاموں سے روکے گا

حضرت علیؓ

(8)

Galat Baat Par Gussa Aa Jana Sharafat Ki Nishani Hai Laykin

Usi Gussay Ko Pee Jana Momin Ki Nishani Hai..!

Hazrat Ali (R.A)

غلط بات پر غصہ آ جانا شرافت کی نشانی ہے لیکن

اسی غصے کو پی جانا مومن کی نشانی ہے

حضرت علیؓ

Hazrat Ali Quotes in Urdu SMS images
Hazrat Ali Quotes in Urdu SMS images (9)

Tum Kisi Ko Chaho Aur Wo Tumhain Thukra Day To Ye Uski Bad Naseebi Hai

Us Kay Bad Tum Us Ko Zabar Dasti Apnana Chaho To Ye Tmharay Nafs Ki Zilat Hai..!

Hazrat Ali (R.A)

تم کسی کو چاہو اور وہ تمہیں ٹھکرا دے تو یہ اسکی بد نصیبی ہے

اس کے بعد تم اس کو زبر دستی اپنانا چاہو تو یہ تمھارے نفس کی ذلت ہے

حضرت علیؓ

Hazrat Ali Quotes in Urdu
Hazrat Ali Quotes in Urdu (10)

Ikhlaaq Aik Dukan Hai Aur Zubaan Uska Taala Hai

Taala Khulta Hai To Maloom Hota Hai Kay Dukaan Soonay Ki Hai Ya Koilay Ki..!

Hazrat Ali (R.A)

اخلاق ایک دوکان ہے اور زبان اسکا تالا ہے

تالا کھلتا ہے تو معلوم ہوتا ہے کہ دوکان سونے کی ہے یا کوئلے کی

حضرت علیؓ

(11)

Namaz Ki Fikar Apnay Oper Farz Karlo

Khuda Ki Kasam Duniya Ki Fikar Se Azaad Hojaogay Aur Kamyabi Tmharay Qadam Choomay Gi..!

Hazrat Ali (R.A)

نماز کی فکر اپنے اپر فرض کرلو

خدا کی قسم دنیا کی فکر سے آزاد ہوجاؤگے اور کامیابی تمھارے قدم چومے گی

حضرت علیؓ

(12)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Apnay Behtreen Waqt Ko Namaz Main Waqf Karo

Kyoun Kay Tumharay Sab Kaam Tumhari Namaz Kay Bad Qabool Hon Gay..!

حضرت علیؓ نے فرمایا

اپنے بہترین وقت کو نماز میں وقف کرو

کیوں کہ تمھارے سب کام تمہاری نماز کے بعد قبول ہوں گے

hazrat ali quotes in urdu facebook
hazrat ali quotes in urdu facebook (13)

Teen Chezain Haafzay Ko Zayada Karti Hain Aur Balgam Ko Khatam Karti Hain

(1) Miswak Karna

(2) Roza Rakhna

(3) Quran Pak Ki Tilawat Karna

Hazrat Ali (R.A)

تین چیزیں حافظے کو زیادہ کرتی ہیں اور بلغم کو ختم کرتی ہیں

مسواک کرنا

روزہ رکھنا

قرآن پاک کی تلاوت کرنا

حضرت علیؓ

(14)

Hazrat Imam Ali (R.A) Ne Farmaya:

Bohot Se Insaan Aaisay Hain Jinhain

Zubaan Ne Moot Kay Ghaat Utara Hai..!

حضرت امام علیؓ نے فرمایا

بہت سے انسان ایسے ہیں جنہیں

زبان نے موت کے گھاٹ اتارا ہے

Hazrat Ali Quotes in Urdu
Hazrat Ali Quotes in Urdu (15)

Jahil Kay Saamnay Aqal Ki Baat Mat Karo

Kyoun Kay Pehlay Wo Behes Karay Ga Aur Phr Apni Haar Daikh Kar Dushman Ban Jaiga..!

Farman Hazrat Ali (R.A)

جاہل کے سامنے عقل کی بات مت کرو

کیوں کے پہلے وہ بحث کرے گا اور پھر اپنی ہار دیکھ کر دشمن بن جائیگا

فرمان حضرت علیؓ

Read More:

  • 25 Best Hazrat Ali (R.A) Quotes
  • Islamic Quotes Urdu Wallpapers
  • Islamic images Quotes in urdu download

Hazrat Ali Quotes

Filed Under: Hazrat Ali Quotes, Islamic Quotes Urdu, Motivational Quotes Urdu, Urdu Quotes

Hazrat Ali Quotes “25 Best Hazrat Ali (R.A) Quotes in Urdu with images And Text SMS.

Hazrat Ali Quotes (1)
Hazrat Ali Quotes (1)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Agar Tum Us Waqt Muskura Saktay Ho Jab Tum Poori Tarah Toot Chukay Ho To Yaqeen Jaano Duniya Main Tumhain Kabhe Koi Nahin Tor Sakta.

حضرت علی ؓ  نے فرمایا

اگر تم اس وقت مسکرا سکتے ہو جب تم پوری طرح ٹوٹ چکے ہو تو یقین جانو دنیا میں تمہیں کبھی کوئی نہیں توڑ سکتا

Hazrat Ali Quotes (2)
(2)

Hazrat Ali (R.A)

Achay Logon Ka Tumhari Zindagi Main Aana Tumhari Qismat Hoti Hai Aur Unhain Sanhbhal Kar Rakhna Tumhara Hunar.

حضرت علی ؓ  نے فرمایا

اچھے لوگوں کا تمہاری زندگی میں آنا تمہاری قسمت ہوتی ہے اور انہیں سنبھال کر رکھنا تمہارا ہنر

Hazrat Ali Quotes (3)
Hazrat Ali Quotes (3)

Hazrat Ali (R.A)

Logon Se Yad Karnay Ka Shikwa Mat Kar Kyun Kay Jo Insaan Apnay Rab Ko Bhool Sakta Hai Wo Sub ko Bhool Sakta Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

لوگوں سے یاد کرنے کا شکوہ مت کر کیوں کے جو انسان اپنے رب کو بھول سکتا ہے وہ سب کو بھول سکتا ہے

Hazrat Ali Quotes (4)
(4)

Hazrat Ali (R.A)

Dost Kay Saath Us Namak ki Tarah Raho Jo Khaanay Me Dikhai Nahin Daita Laykin Agar Na Ho To Us Ki Kami Bohot Mehsoos Hoti Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

دوست کے ساتھ اس نمک کی طرح رہو جو کھانے میں دیکھے نہیں دیتا لیکن اگر نہ ہو تو اس کی کمی بہت محسوس ہوتی ہے

Hazrat Ali Quotes (5)
(5)

Hazrat Ali (R.A)

Dosti Ka Bharam Sirf Wo Log Rakh Saktay Hain Jin Kay Wajood Main Samandar Jitna Dil Ho.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

دوستی کا بھرم صرف وہ لوگ رکھ سکتے ہیں جن کے وجود میں سمندر جتنا دل ہو

Hazrat Ali Quotes (6)
(6)

Hazrat Ali (R.A)

Jab Taqat Zayada Ho Jati Hai To Khawahish Kam Ho Jati Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

جب طاقت زیادہ ہو جاتی ہے تو خواہش کم ہو جاتی ہے

Hazrat Ali Quotes (7)
(7)

Hazrat Ali (R.A)

Apna Sar Oncha Rakho Kay Tum Kisi Se Nai Dartay Laykin Apni Nigahain Neechay Rakho Takay Pata Chalay Tum Aik Ba Izzat Gharanay Se Taluq Rakhtay Ho.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

اپنا سر اونچا رکھو کے تم کسی سے نہیں ڈرتے لیکن اپنی نگاہیں نیچے رکھو تاکہ پتہ چلے تم ایک با عزت گھرانے سے تعلق رکھتے ہو

Hazrat Ali Quotes (8)
(8)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Kisi Bay Qasoor Par Bohtaan Lagana Ye Aasmano Se Bhe Zayada Bhaari Gunnah Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

کسی بے قصور پر بوہتان لگانا یہ آسمانوں سے بھی زیادہ بھاری گناہ ہے

Hazrat Ali Quotes (9)
(9)

Hazrat Ali (R.A) Se Pocha Gaya:

Kay Insaan Bura Kab Banta Hai? Farmaya Jab Wo Apnay Aap Ko Doosron Se Acha Samajhnay Lagay.

حضرت علی ؓ سے پوچھا گیا

کے انسان برا کب بنتا ہے ؟ فرمایا جب وہ اپنے آپ کو دوسروں سے اچھا سمجھنے لگے

Hazrat Ali Quotes (10)
Hazrat Ali Quotes (10)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Hamesha Choti Choti Khushyon Ka Istaqbal Kia Karo, Kyun Kay Inhin Kay Peechay Muhabbton Ka Selaab Hota Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

ہمیشہ چوٹی چوٹی خوشیوں کا استقبال کیا کرو، کیوں کہ ان ہی کے پیچھے محببتوں کا سیلاب ہوتا ہے

Hazrat Ali Quotes (11)
(11)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Jis Insaan Ki Jaan Nikal Jaey To Wo Zinda Nahin Rehta Aur Jis Insaan Se Ehsaas Nikal Jaey To Phr Wo Insaan He Nahin Rehta.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

جس انسان کی جان نکل جاۓ تو وہ زندہ نہیں رہتا اور جس انسان سے احساس نکل جاۓ تو پھر وہ انسان ہی نہیں رہتا

Hazrat Ali Quotes (12)
(12)

Hazrat Ali (R.A)

Jo Tumhain Khushi Main Yad Aaey Samjho Tum Us Se Muhabbat Kartay Ho, Aur Jo Tumhain Gam Main Yad Aaey To Samjho Wo Tum Se Muhabbat Karta Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

جو تمہیں خوشی میں یاد آے سمجھو تم اس سے محبّت کرتے ہو ، اور جو تمہیں گم میں یاد آے تو سمجھو وہ تم سے محبّت کرتا ہے

(13)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Insaan Zindagi Main Mayoos Ho To Kamyabi Bhe Nakami Nazar Aati Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

انسان زندگی میں مایوس ہو تو کامیابی بھی ناکامی نظر آتی ہے

Best Imam Hazrat Ali Quotes & Sayings in Roman Hindi Urdu English

(14)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Mushkil Waqt Aa Jaey To Kisi Ka Ehsaan Mat Lo Kyun Kay Mushkil Waqt Chaar Din Ka Aur Ehsaan Zindagi Bhar Ka Hota Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

مشکل وقت آجاۓ تو کسی کا احسان مت لو کیونکہ مشکل وقت چار دن کا اور احسان زندگی بھر کا ہوتا ہے

(15)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Sirf Do Log Mukadar Walay Hotay Hain Aik Wo Jinhain Wafadar Dost Milta Hai Aur Doosra Wo Jin Kay Saath Maa Ki Duain Hoti Hain.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

صرف دو لوگ مقدر والے ہوتے ہیں ایک وہ جنھیں وفادار دوست ملتا ہے اور دوسرا وہ جن کے ساتھ ماں کی دعائیں ہوتی ہیں

(16)

Hazrat Ali (R.A)

Kabhe Tum Dosron Kay Liay Dil Se Dua Mang Kar Daikho Tumhain Apnay Liay Dua Mangnay Ki Zarorat Nahin Paray Gi.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

کبھی تم دوسروں کے لئے دل سے دعا مانگ کر دیکھو تمہیں اپنے لئے دعا مانگنے کی ضرورت نہیں پڑے گی

(17)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Insaan Ko Achi Soch Pay Wo Inaam Milta Hai Jo Usay Achay Aamal Pay Bhe Nahin Milta Kyun Kay Soch Main Dikhawa Nahin Hota.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

انسان کو اچھی سوچ پے وہ انعام ملتا ہے جو اسے اچھے اعمال پہ بھی نہیں ملتا کیونکہ سوچ میں دکھاوا نہیں ہوتا

Hazrat Ali Quotes (18)
Hazrat Ali Quotes (18)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Dar Nakami Se Mila Howa Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

ڈر ناکامی سے ملا ہوا ہے

(19)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Aaisay Shakhs Ko Kabhe Mat Gawana Jis Kay Dil Main Tumharay Liay Muhabbat Fikar Izzat Aur Chahat Ho.

حضرت علی ؓ  نے فرمایا

ایسے شخص کو کبھی مت گوانا جس کے دل میں تمہارے لئے محبّت فکر عزت اور چاہت ہو

(20)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Ilm Tmhain Rah Dikhata Hai Aur Amal Tmhain Maqsad Tak Pohoncha daita Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

علم تمہیں راہ دکھاتا ہے اور عمل تمہیں مقصد تک پہنچا دیتا ہے

(21)

Harzar Ali (R.A) Ne Farmaya:

Apnay Dost Kay Dushman Se Dosti Mat Karo Aaisa Karnay Se Tum Apnay Dost Kay Dushman Ban Jaogay.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

اپنے دوست کے دشمن سے دوستی مت کرو ایسا کرنے سے تم اپنے دوست کے دشمن بن جاؤگے

(22)

Hazrat Ali (R.A)

Jahil Na To Apni Kamzori Ko Samjhta Hai Na To Nasihat Karnay Walon ki Baton ko Qabool Karta.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

جاہل نہ تو اپنی کمزوری کو سمجتھا نہ تو نصیحت کرنے والوں کی باتوں کو قبول کرتا ہے

(23)

Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya:

Tumhara BadTareen Dost Wo Hai Jo Tumhain Galat Bat Par Razi Karay.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

تمہارا بدترین دوست وہ ہے جو تمہیں گلط بات پر راضی کرے

(24)

Hazrat Ali (R.A) Se Kisi Ne Poocha:

Agar Koi Apna Hamain Bhool Jaey To Kia Kiya Jaey? To Hazrat Ali (R.A) Ne Farmaya Koi Apna Ho To Wo Kabhe Nahin Bholta Aur Jo Bhol Jaey Wo Apna Nahin Hota.

حضرت علی ؓ سے کسی نے پوچھا

اگر کوئی ہونا بھول جاۓ تو کیا کیہ جاۓ حضرت علی ؓ نے فرمایا کوئی اپنا ہو تو وہ کبھی نہیں بھولتا اور جو بھول جاۓ وہ اپنا نہیں ہوتا

Hazrat Ali Quotes (25)
Hazrat Ali Quotes (25)

Hazrat Ali (R.A)

Zindagi Kay Har Mor Par Sulah Karna Seekho Kyun Kay Jhukta Wahe Hai Jis Main Jaan Hoti Hai Akarna To Murday Ki Pehchan Hoti Hai.

حضرت علی ؓ نے فرمایا

زندگی کے ہر موڑ پر صلح کرنا سیکھو کیونکہ جھکتا وہی ہے جس میں جان ہوتی ہے اکرنا تو مردے کی پہچان ہوتی ہے

Read More:

  • Hazrat Abu Bakr Siddique Quotes
  • Hazrat Umar Farooq Quotes
  • Hazrat Usman Ghani Quotes
  • Hazrat Ali Quotes in Urdu
  • Imam Hussain Quotes in Urdu
  • Islamic Quotes Urdu
  • Aflatoon Quotes in Urdu
  • « Go to Previous Page
  • Go to page 1
  • Interim pages omitted …
  • Go to page 9
  • Go to page 10
  • Go to page 11

Primary Sidebar

All Categories

  • 2 Line Poetry (123)
  • 4 Line Poetry (21)
  • Aflatoon Quotes Urdu (1)
  • Hazrat Ali Quotes (104)
  • Hazrat Umar Farooq Quotes (1)
  • Hazrat Usman Ghani Quotes (1)
  • Islamic Poetry (17)
  • Islamic Quotes Urdu (160)
  • Life Quotes Urdu (92)
  • Love Poetry | Love Shayari (282)
  • Love Quotes Urdu (52)
  • Motivational Quotes Urdu (22)
  • Romantic Poetry (102)
  • Sad Poetry (165)
  • Sad Quotes Urdu (51)
  • Urdu Poetry (111)
  • Urdu Quotes (159)

Follow Us

  • Facebook
  • Instagram
  • Pinterest
  • Twitter

Footer

Pages

  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use

All Categories

Search…

© Copyright 2018-2023, PoetryTop.Com All Rights Reserved. [Developed By Zarar]

pixel